Jo marzi ho jaye,mujy aik aisi lagn lag gahi hai,aik aisi cheez ki justju ho gahi hai,jo kisi dousry ky hath mai daikhi,aj kitna arsa beet gaya mjy her haal mai wo chaheya,baat yeh nahi k mjy wo pasand ku i,ku os ki justgu lagi,kaisy os k liya mai etna bechain huya.ab baat bus yaha khatm hoti hai k mjy wo chahyea,bus.
Aisy boht sy wakiyat hamri zindghi mai sun’ny mai aty hai,ek banda ek aisi cheez ky liya tarp raha hai jo os ky wasail os ki quvt a khreed ya keh ly oski pohnch sy bahr hai.Tou kiya yeh hasl a zindgi hai,esi ka hasool maksd a hayat tehra?Insan jo marzi hasil kr ly,koi aisi kami reh he jati hai jisy Tashngi ka naam daity hai..
Jo mily os py qanat,krna he Tashngi ko khatm kr sakta hai..
