Amoman log gila krty hai wakt nahi nikaal saka,masrofiyat he kuch aisi the k boht chahty huye be ap sy mulakat na ho saki,ya shadi mai shreek na ho saka,ya saal girah py na pohnch saka,,yaha tak ky kuch logo sy tu yeh be suna gaya k Janaza py na pohnch paya es ki mazrt chahta hun..
Baat yeh nahi kay hum ny yeh keh kay jaan churwa li,ya os bandy ko kail kr dia ya kr liya…Insan ky mushkil wakt mai jo be os ky kareeb Nazr ata hai,ya osy delasa daita hai,hamiesha osi ki Dil mai ezt bahrti hai..
Khushi mai insan ky sath her wo banda pohnch sakta hai jisy na be bulaya jaye beshak khushi ky moka py insan aksr wakt nahi nikal sakta sb ky liya aik jasia..
WAKT guzr jata hai,mgr Kon aya kon nah,yah zehn mai reh jata hai..
